SMS TEXT
MESSAGES FOR MOBILE PHONES

|
| TRAGEDY SMS | Page 1 of 18 | Next |
|
Bewafa sanam se to cigarette achhi
Publish On 2006-12-16 , 4:54 PM
Bewafa sanam se to cigarette achhi, Dil jalati hai magar hothon se to lagati hai
|
Bina kafan ke jala deti hain
Publish On 2006-12-16 , 4:54 PM
Mat karo in hasino se pyar, ye mitti mein mila deti hain, Ye itni bedard hoti hain ke bina kafan ke jala deti hain
|
Woh nazar se utna hi dur hai
Publish On 2006-12-16 , 4:54 PM
Yeh meri talash ka jurm hai, Ya meri wafa ka kasoor, Jo dil ka jetne kareeb hai, Woh nazar se utna hi dur hai
|
Is zindagi ne diya hai hume hazar dukh
Publish On 2006-12-16 , 4:53 PM
Is zindagi ne diya hai hume hazar dukh Pyar jab jab kiya pyar ne dhoka diya hazar baar Aaj bhi dil dhadakta hai humara Dar lagta us hawa k jhonka se jo apne sath khushian lati hai
|
Bas itna hi tha sath aapka mera
Publish On 2006-12-16 , 4:53 PM
Har din woh aapki meri mulaqat, Har roz hasna ruthna aapka, Gaye woh din milne ke aapko, Gaye woh din manane hasane k aapko, Bas itna hi tha sath aapka mera, Yahi soch ke haste apni kismat par
|
|
|
|
|
|